mains ka form bharte samay graduate passout marksheet apke sath honi chaahie as a proof. prelims me sirf apko apne total marks aur percentage ka pata hona chahie, us samay apse koi bhi document nahi maangi jati. islie mains tak marksheet ka intzam kar len.
Sir apka bahut bahut thanks apne reply kiyaSir me self study kar sakta huMere ghar bale mujhe kahi bahar jake coaching nahi karne de rahe h or itna paisa v nahi hApne ek bat sahi kahi me bahut confused hota hu kya padhu kya na padhu kaise padhuBut sir mujhe ias banna haiMe guidance ke liye mobile ka use kar raha huAnd sir apka guidance bahut hi accha hai hindi medium balo ke liyeMe apse hi request karta huAap ek yesa topic taiyar kijiye jisse logo ko apna aim saralta se prapt hoAap hi ek topic jodiye apne questions meJisse pata chale ki students ko kaise padhna chaiye kon kon si book se padhna chaiye current ke liye mobile se kya or konsi magazine padhna chaiyeDaily kya kya padhna chaiye kya sunna chaiyeOr books ki list with writer v bataiyeThank you so muchMujhe aasha hai aap isko ghambirta se sochke meri or other students ki help karenge ?
Download Apne Apne Phanday 1080p
sir pehle mai aapka abhar prakat karna chahunga aapnebahut kuch de diya hai aur bhavishya mai dete rahengeaisi mai kaamna karta hukya ham mains ke liye purna roop se sansar lochan par nirbhar rah sakte haiek bada sa prayas aur karna hai sir aapkomains ke syllabus ke according aapko thoda thoda sabhi topic ko cover kar explan karna haijisse ki baki coaching dwara jo aarthik shoshan ho raha kuch had tak kam ho jayebahut bahut dhanybad sir aapka ham sab aapke abhari hai
Prashant ji, sabse pehle apko graduation karna jaruri hai. UPSC me 10th, 12th k marks ko nahi dekha jaata hai. yedi aap graduate hote ho to aap upsc ke lie eligible kahlaate ho.Doosri baat, aapne kaha ki aap physically fit nahi ho. Yedi aapko kuch disorder hai ya pareshani hai, to aapko uska laabh pariksha me bhi mil sakta hai. Islie khul kar bataaye ki aapko exactly hai kya!
Book ke baare men to maine bataya hi hai. google men jaakar ias books in hindi type karen waha mere site ka link milega. abhi ke liye aap apne general studies ko majboot karen aur kitaaben kharide jo maine suggest ki hain.
Sir, mujhe ye pata karna hai ki kaun se optionals ke liye complete study material mil jata hai market se hindi medium ke liye.. jisse main apne liye sahi optional ka chunaav kar saku.. pls help me sir..
Hello sir, sir mane 2012 me 12th art se Ki h or ab 2017 me BA distance se krunga jiska 1st year 2018 me hoga. Jisme mane Political science and Public administration subject liye h. Sir me Home Guard hu or ab me bade level pr desh Ki sewa krna chahata hu IPS ban kar. Sir ab meri age 27 h me obc se hu and I am also married . Or mera 1 beta h 5 year old. Sir kya me IPS ban skta hu ya apne bete pr focus kru taki use IPS bana sku.
2ff7e9595c
Comments